2009年7月4日 15:37 bAiWaFa KoN? (51 個評論)
- f@ke dre@m$
- 19, 巴基斯坦
bAiWaFa KoN?
hey guyz n galz u have to mention k ajkal aam young boyz n galz dostian to bari krty hain aur phir sachi ya phir aisay hi ussay peak per lay jatay hain aur phir aik hi jatkay mai toor bhi daity hain , so zyada yeh aik larki kerti hai ya phir aik larka?
2009年7月5日 10:3Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
hmmmm:)
2009年7月5日 11:17Re: Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
aray bhai kissi ko bhi daar ker reply krny ki ijaazat nhi , jiss nay reply krna hai dil khol ker kry , bas aisa reply na ho k larai ho jay , ok?
2009年7月5日 11:35Re: Re: Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
Meena
21, 拉合爾, 巴基斯坦
Ali
tum ko lgta hae k yahn koe drta hae
no ways man
sab azad hain
aur khul k comment kerty hain
tum ko lgta hae k yahn koe drta hae
no ways man
sab azad hain
aur khul k comment kerty hain
2009年7月5日 11:39Re: Re: Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
aray bhai app to kham kha gussa ho rhi ho , be cool may to zoya ko bta rha tha uskay lehjay say lga tha k wo thora bohat hich kicha rhi thi.................
2009年7月5日 11:53Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
Meena
21, 拉合爾, 巴基斯坦
Ali
m cool
tm ko keu laga k mei gussy mei hou
no man
m cool
m cool
tm ko keu laga k mei gussy mei hou
no man
m cool
2009年7月5日 12:3Re: Re: Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
hmmm , bhai cool hi rhain to hi theek hai :))
回覆 上層主題
2009年7月5日 7:57Re: Re: bAiWaFa KoN?
BASHARAT
100, 拉瓦爾品第, 巴基斯坦
Ahe le gee!
Main ne tuo sirf respected larkion ko buzdil kaha tha, aap ne tuo thora sa be-waqoof bhi keh dia.
Jo banda jaagtay jaagtay khwaab dekhay aur phir unn ke poora honay ka bhi yaqeen kar le ussay be-waqoof hi kahain gay naaaaaa!
Aur...................aur ! larkoon ka dil tuo kabhi bharta hi nahi, kesay jhoot bolain ke dil bhar gia hai?

2009年7月5日 11:12Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
nhi bhai aisi baat to na krayn , yeh to uss kay case may hi hai na...................
2009年7月5日 10:4Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
larka larki bhai bhai ?
hain????????????????????????/
aray bhai ab to apko doctr k pass lay jana paray ga !
hain????????????????????????/
aray bhai ab to apko doctr k pass lay jana paray ga !
2009年7月5日 21:34Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
sweetpoet
26, 伊斯蘭堡, 巴基斯坦
janab HUZUR Sallallaho Alaihe Wasallam se ksi ne pucha:
"Taqdeer kya hai....?"
Ap Sallallaho Alaihe Wasallam ne jawab diya:
"Jis Qism k kaam tum duniya main kertay ho yei tumhari taqdeer hai..."
ALLAH ki taraf se beshak sab kuch likh diya gya hai bt ap ni jantay k kya likha gya hai apki qismat main....
apkay hissay main kya hai, amal kerna, koshish kerna, struggle kerna, apko bta diya gya hai k kya acha hai orr kya bura but apko ye ni btaya gya k kon achay ki trf chalay ga orr kon buray ki taraf jye ga, bs apko ikhtiyar diya gya hai kuch kamo k karnay ka....ap jantay ho k har kaam kernay k different ways hotay hain kuch achay n kuch buray ab ye ap pe depend kerta hai k ap kis way se uss kam ko anjam detay ho...
apko bta diya gya hai k kya acha hai orr kya bura hai bs ab koi aik way apnay choose kerna hai...
ya acha ya phir bura....
apko koi aik tang pe kharay honay ka kahay tou ap khari ho jayn gi bt if apse koi keh de k aik jo aik tang apnay zameen per rakhi hai ap wo utha lain tou if ap usay uthain gi ap gir jyn gi....
so bat sirf itni si hai k apko ikhtiyar diya gya hai orr jis chz ka apko ikhtiyar diya gya hai apse puch b usi chz ki hogi....uss se zyada ki ni

2009年7月5日 10:5Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
hmmm , per zyada pabandian kiss per hoti hain ?
2009年7月5日 9:33Re: bAiWaFa KoN?
2009年7月5日 12:20Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
han bhai per jahan log buray hoty hain wahan log achay bhi hoty hain , kya kehti ho app?
her kisi ko aik hi trazu say nhi tola ja skta aur na hi tolna chahiay ..................... :!
her kisi ko aik hi trazu say nhi tola ja skta aur na hi tolna chahiay ..................... :!
2009年7月5日 12:27Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
:)
2009年7月6日 10:28Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
amhmmm , waa g apnay bhi aik acha reply kia , kafi buzy lgti hain ajkal.................
2009年7月6日 21:16Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
hmmm , tht'z really gud , thnx for...................... :)
2009年7月6日 10:28Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
acha g , to apky case mai kya hai , larkiyan ya phir larky ?
2009年7月6日 22:4Re: bAiWaFa KoN?
~*~*$!L3/\/T
21, 薩果達, 巴基斯坦
hmmmmmmmm.Well u can't jst put de blame on one side..
Well yeah jo keh rahay hain na yahan par kay larkiyaan/Larkay zayada bewafa hoti/hotay hain,unn say mera aik sawal hai kya aap nay dunniya ki tamam larkiyoun/Larkoun ko daikha hai kya unn sub ko judge kiya hai jo aap iss nateejay pay aa gaye ho kay larkiyan/Larkay zyada bewafa hoti/hotay hain ba nisbat laik kay,apni surrounding may daikh kar kya smjhtay ho kay larkiyoun/Larkoun ko zayada jaan gaye ho.Chand ki wajha say u can't put it on one de tag of disloyality.
Yeah to fact hai jiya sis kay tali aik haath say nahi bajti,ya one can say aik haath paanchoun fingers barabar nahi hotien.
So in my opinion both shud be guilty u can't jst blame boys or gals for disloyality they share de equality in it.
http://me.responses.zorpia.com/group/TrueFrndship/forum/319838/comment_id=46359267#c46359267

2009年7月6日 23:14Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
hmmm , tht'z really nice :)
2009年7月7日 3:37Re: Re: bAiWaFa KoN?
Shagi
23, 拉合爾, 巴基斯坦
hmmmm nice comments
lekin jannab main ne kaha hai larkon ki nisbat larkiyaan ziyaza bewafa hoti hain
or is main kuch galt nain becouse k hum rozana hi newspapers main apne suoruding main dekhte hain falaan larky ne khudkushi kar li larki ki waja se
ziyada tar larky hi marte hain
haan kuch larkiyaan b hoti hain
to ye b zroori nain hai k puri duniya main survey kar k hi pata chale ga k koon bewafa hai ya koon nain
aap pakistan main hi gueess karo gy
baqi main phir wohi baat karon ga
femalez ziyada bewafi karti hain

2009年7月7日 4:37Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
~*~*$!L3/\/T
21, 薩果達, 巴基斯坦
janab mera yeah matlab nahi tha kay hun kaar kaar ja kay survey kitta jaye.Jst i was makin a point clear here tht we share de equality in tht.U can't jst tag gals for de disloyality at,boys also do
Jahan tak aapki yeah baat hai abt de news's in de ppaers of boys sucidein,den Mr wat do u think wen gals do such things wud there family members leak dis thing out tht it had been a sucidal death coz of de disloyality act of there beloved.....

2009年7月7日 4:44Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
2009年7月7日 4:52Re: Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
~*~*$!L3/\/T
21, 薩果達, 巴基斯坦
u ki smjh hai fir,wat can i say abt tht...heheheheheee
abb u na mano to me kya keh sakti houn.Tussi tay tag laan day chakraan chay ho....heheheheheee
heheheheee bewaqoofi do think on tht......heheheheee
(JK)
abb u na mano to me kya keh sakti houn.Tussi tay tag laan day chakraan chay ho....heheheheheee
heheheheee bewaqoofi do think on tht......heheheheee
(JK)
2009年7月7日 10:45Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
sab say acha jawab
2009年7月7日 11:27Re: Re: Re: Re: bAiWaFa KoN?
f@ke dre@m$
19, 古傑朗瓦拉, 巴基斯坦
:)

2009年7月4日 17:35Re: bAiWaFa KoN?